Posts

Showing posts from 2023

Prakash

Image
Ujala Sab Chahte Hain Jahan Mein, Lekin koi apna Diya Jalana Nahin Chahta. Kante Kahin Pade Hain Rah mein, Lekin Koi uthana Nahin Chahta. Padhna Sab Chahte Hain Jahan Mein, Lekin Koi kisi ko padhaanaa Nahin Chahta. Sukh Samman Sab Chahte Hain Jahan Mein, Lekin Koi ise Kamana Nahin Chahta. Bhagwan se Milana Sab Chahte Hain Yahan pe, lekin Satsang Seva Naam Dhyan karna Nahin Chahte.